SONG: Hamane Jab Dil Tha Diya Koyi Vaada Tha Kiya - हमने जब दिल था दिया कोई वादा था किया हुज़ूर आपने

Hamane Jab Dil Tha Diya Koyi Vaada Tha Kiya - हमने जब दिल था दिया कोई वादा था किया हुज़ूर आपने

LYRICS:
humne jab dil tha diya koyi vada tha kiya huzur aapne muft ilzaam diya yun hi badnam kiya huzur aapne humne jab dil tha diya koyi vada tha kiya huzur aapne muft ilzaam diya yun hi badnam kiya huzur aapne leke dil tumne kaha tha ki sambhalenge ise kabhi machlega to sine se laga lenge ise leke dil tumne kaha tha ki sambhalenge ise kabhi machlega to sine se laga lenge ise jane kya maine kaha jane kya tumne suna jane kya maine kaha jane kya tumne suna main karun pyar bhala mujhko pagal na bana aji humne jab dil tha diya koyi vada tha kiya huzur aapne muft ilzaam diya yun hi badnam kiya huzur aapne aane dil se kabhi chahat ka maja puchh to lo dil ne khayi thi kasam dil se jara puchh to lo aane dil se kabhi chahat ka maja puchh to lo dil ne khayi thi kasam dil se jara puchh to lo mera dil kab hain mera, wo to ja tujhse mila mera dil kab hain mera, wo to ja tujhse mila dekh baatein na bana mere jee ko na jala haye humne jab dil tha diya koyi vada tha kiya huzur aapne muft ilzaam diya yun hi badnam kiya huzur aapne