SONG: Hamane Aaj Se Tumhen Ye Naam De Diyaa - हमने आज से तुम्हें ये नाम दे दिया

Hamane Aaj Se Tumhen Ye Naam De Diyaa - हमने आज से तुम्हें ये नाम दे दिया

LYRICS:
hamne aaj se tumhe ye naam de diya jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-man hamne aaj se tumhe ye naam de diya is bahane pyaar ka paigaam de diya jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-jaa, jaan-e-jaa paigam ka kuchh jawab do, aise ho kyo chup-chap se aise ho kyo chup-chaap se sharma rahe hai aaj ham, kahte huye kuchh aap se kahte huye kuchh aap se hamne aankho ko zuba ka kaam de diya wah is bahane pyaar ka paigaam de diya jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-jaa, jaan-e-jaa baato hi baato me aap to, karne lage hamse pyaar bhi karne lage hamse pyaar bhi tumne hi luti hai nind bhi, tumne hi luta hai qarar bhi tumne hi luta hai qarar bhi aur chupke se hame ilzaam de diya is bahane pyaar ka paigaam de diya jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-jaa, jaan-e-jaa bechain tumne kar diya, is dil ke har aramaan ko is dil ke har aramaan ko ye raat ho tum ye kaho, is dil ki har daasta ko is dil ki har daasta ko pyaar ne bada hasi anjaam de diya hu, wah, is bahane pyaar ka paigaam de diya jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-jaa, jaan-e-jaa jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-man