SONG: Hamaari Gali Aao Sham Ankhiya Bichaye - हमारी गली आओ श्याम अँखिया बिछाये

Hamaari Gali Aao Sham Ankhiya Bichaye - हमारी गली आओ श्याम अँखिया बिछाये

LYRICS:
hamari gali aao shyam ankhiya bichhaye ankhiya bichhaye hamari gali aao shyam ankhiya bichhaye ankhiya bichhaye phagun ki rut hai pas bulaye o ho pas bulaye ankhiya bichhaye hamari gali aao shyam ankhiya bichhaye ankhiya bichhaye garibo ki galiyo me aake to dekho garibo ki galiyo me aake to dekho ye chhoti si nagri basake to dekho phir bhuloge gokul ki thandi hawaye phir bhuloge gokul ki thandi hawaye ankhiya bichhaye hamari gali aao shyam ankhiya bichhaye ankhiya bichhaye mahlo me rah ke na garibo ko bhulo mahlo me rah ke na garibo ko bhulo aao sakhi mere man ke jhule me jhulo jhula jhulaye mithi batiya sunaye jhula jhulaye mithi batiya sunaye ankhiya bichhaye hamari gali aao shyam ankhiya bichhaye ankhiya bichhaye bath taku mai teri gali ke kinare bath taku mai teri gali ke kinare jiti hu shyam teri yad ke sahare aao mere shyam dil ki nagri basaye aao mere shyam dil ki nagri basaye ankhiya bichhaye hamari gali aao shyam ankhiya bichhaye ankhiya bichhaye