SONG: Hamaare Saath Jise Maut Se Ho Pyaar Chale - हमारे साथ जिसे मौत से हो प्यार चले

Hamaare Saath Jise Maut Se Ho Pyaar Chale - हमारे साथ जिसे मौत से हो प्यार चले

LYRICS:
humare sath jise maut se ho pyar chale humare sath jise maut se ho pyar chale koi chale na chale hum to su-e-daar chale humare sath jise maut se ho pyar chale na daur-e-jaam na ab kissa-e-bahar chale na daur-e-jaam na ab kissa-e-bahar chale unhi ka jikr chale aur baar baar chale koi chale na chale hum to su-e-daar chale humare sath jise maut se ho pyar chale meri taraf se mubarak ho pahle gulshan ko meri taraf se mubarak ho pahle gulshan ko humare baad agar baad na bahar chale koi chale na chale hum to su-e-daar chale humare sath jise maut se ho pyar chale ye gham nahi ki yahan kuch hume ama na mili ye gham nahi ki yahan kuch hume ama na mili khushi me aise teri anjuman sanwar chale koi chale na chale hum to su-e-daar chale humare sath jise maut se ho pyar chale