SONG: Ham Unako Samajhate Hai Ummido Ka Sahara - हम उन को समझते हैं उम्मीदों का सहारा

Ham Unako Samajhate Hai Ummido Ka Sahara - हम उन को समझते हैं उम्मीदों का सहारा

LYRICS:
hum unko samajhte hain umeedo ka sahara de de koyi ja kar unhe paigam humara hum unko samajhte hain umeedo ka sahara de de koyi ja kar unhe paigam humara bedard hain kya samajhenge wo meri mohabbat bedard hain kya samajhenge wo meri mohabbat aansu hai meri aankh ka tuta hua tara de de koyi ja kar unhe paigam humara hum unko samajhte hain umeedo ka sahara de de koyi ja kar unhe paigam humara o, wo aankh bacha kar jo mere paas se gujre ho paas se gujre o, wo aankh bacha kar jo mere paas se gujre ho paas se gujre dil ne unhe rah rah ke kayi baar pukara de de koyi ja kar unhe paigam humara hum unko samajhte hain umeedo ka sahara de de koyi ja kar unhe paigam humara o, yaad aa gaya aise me hume milna kisi ka milna kisi ka o, yaad aa gaya aise me hume milna kisi ka milna kisi ka jata tha kahin dur koyi dard ka mara de de koyi ja kar unhe paigam humara hum unko samajhte hain umeedo ka sahara de de koyi ja kar unhe paigam humara