SONG: Ham To The Anajaane Ham Donon Ye Na Jaane - हम तो थे अनजाने हम दोनों ये न जाने

Ham To The Anajaane Ham Donon Ye Na Jaane - हम तो थे अनजाने हम दोनों ये न जाने

LYRICS:
ham to the anajaane, ham dono ye na jaane yaar dilbar yaar kab ham, pyaar kar baithe yaar dilbar yaar kab ham, pyaar kar baithe ham to the anjaane, ham dono ye na jaane yaar dilbar yaar kab ham, pyaar kar baithe yaar dilbar yaar kab ham, pyaar kar baithe pyaar ki koyi jaat nahin hai, na jaane isaki boli pyaar ki koyi jaat nahin hai, na jaane isaki boli nazar to pahali nazar se, boli bina kuchh bole hamjoli na kuchh soche, na kuchh samjhe yaar yaar dilbar yaar, aankhe chaar kar baithe yaar dilbar yaar, aankhe chaar kar baithe ham to the anjaane, ham dono ye na jaane yaar dilbar yaar kab ham, pyaar kar baithe yaar dilbar yaar kab ham, pyaar kar baithe aap kuchh bolo haan haan haan hamjoli haan lagta, thoda samajh rahe ho khwaab mein bhi na socha tha, ke ham aise mil jaayenge khvaab mein bhi na socha tha, ke ham aise mil jaayenge do daali ke phul kabhi ek daali pe khil jaayenge na kuchh soche, na kuchh samjhe yaar dilbar yaar kab ham, pyaar kar baithe yaar dilbar yaar kab ham, pyaar kar baithe ham to the anajaane, ham dono ye na jaane yaar dilbar yaar kab ham, pyaar kar baithe yaar dilbar yaar kab ham, pyaar kar baithe