SONG: Ham To Mohabbat Karega - हम तो मोहब्बत करेगा

Ham To Mohabbat Karega - हम तो मोहब्बत करेगा

LYRICS:
ham to mohabbat karega, duniya se nahi darega, chaahe ye zamana kahe, chupake se aap to, dil leke chale jaate hai, pichhe pichhe diwane, phir bhi chale aate hai meri juti se jutaa paalish karega, lekin tum par marega chaahe ye zamaana kahe, thokar se aur bhi, armaa ye java hote hai, duniya me ham jaise, aashiq bhi kaha hote hai are vaah re majnu laila laila karega, thadi aahe bharega, chaahe ye jamana kahe, dur ho ho ke aji, yu na sataao hamko, ham jiye kaise bhala, ye to bataao hamko dub maro dubega nahi tairega, pyaar se ham nahi darega, chaahe ye zamana kahe da da da da dadada ham to mohabbat karegaa da da da da dadada