SONG: Ham Rang Rangili Jobanvan Ki Titliya - हम रंग रंगीली जोबनवन की तितलियाँ रे

Ham Rang Rangili Jobanvan Ki Titliya - हम रंग रंगीली जोबनवन की तितलियाँ रे

LYRICS:
hum rang rangili jobanvan ki titliya re hum rup nagar ki hansti gati putliya re hum rang rangili jobanvan ki titliya re hum rup nagar ki hansti gati putliya re dhund rahi hai aaj kisi ko ye aankhe mastani nazaro se nazare takra de nazaro se nazare takrade chamka de bijliya hum rang rangili jobanvan ki titliya re hum rup nagar ki hansti gati putliya re aji jawani wali hoti umar badi ras man ki aji jawani wali hoti umar badi ras man ki kabhi kabhi to bat bat me bat yaha hai banti anjane hi dil walo ki anjane hi dil walo ki mil jati kundliya hum rang rangili jobanvan ki titliya re hum rup nagar ki hansti gati putliya re