SONG: Ham Me Hai Kya Ke Hame Koyi Hasina Chahe - हम में है क्या के हमें कोई हसीना चाहे

Ham Me Hai Kya Ke Hame Koyi Hasina Chahe - हम में है क्या के हमें कोई हसीना चाहे

LYRICS:
ham me hai kya ke hame koyi hasina chahe ham me hai kya ke hame koyi hasina chahe sirf jajbat hai jajbaat me kya rakhkha hai ham me hai kya ke hame koyi hasina chahe kiski takdir me hai unke mahkte kesu kiske ghar falega us mast najer ka jadu kiski takdir me hai unke mahkte kesu kiske ghar falega us mast najer ka jadu in paresan swalat me kya rakha hai ham me hai kya ke hame koyi hasina chahe itna divana na ban ai dile betab sambhal wo agar mil bhee liye tujhase to itna naa machal itna divaana na ban ai dile betaab sambhal wo agar mil bhee liye tujhase to itna naa machal betalukh si mulakat me kya rakha hai ham me hai kya ke ham me koyi hasina chahe muskurahat ko mohabbat ka ishaara na samajh mil liye honge wo yu hi unhe apna na samajh muskurahat ko mohabbat ka ishara na samajh mil liye honge wo yu hi unhe apna na samajh aise nadan khayalato me kya rakhkha hai ham me hai kya ke ham me koyi hasina chahe sirf jajbaat hai jajbat me kya rakhkha hai ham me hai kya ke hame koyi hasina chahe