SONG: Ham Kahe Na Kahe Is Juban Se - हम कहें ना कहें इस जुबां से

Ham Kahe Na Kahe Is Juban Se - हम कहें ना कहें इस जुबां से

LYRICS:
hey hey hey hey hey oh ho ho ho ho ho aah ha ha ha hum kahe na kahe is juba se, baat hontho pe rukti nahi farak padta hai kya haan se na se yeh nazar yuhi jhukthi nahi saaf jaahir hai dono taraf se, yeh mohabbat to chhupti nahi saaf jaahir hai dono taraf se, yeh mohabbat to chhupti nahi la la la la la la la la la la la la hum kahe na kahe is juba se, baat hontho pe rukti nahi farak padta hai kya haan se na se yeh nazar yuhi jhukthi nahi saaf jaahir hai dono taraf se, yeh mohabbat to chhupti nahi saaf jaahir hai dono taraf se, yeh mohabbat to chhupti nahi pehle nazre mili phir mile dil, ab humari mulakaat hai log badnam humko na karde, sochne ki yahi baat hai log kuch bhi kahe, yeh mohabbat baat logo ki sunti nahi farak padta hai kya haan se na se yeh nazar yuhi jhukthi nahi saaf jaahir hai dono taraf se, yeh mohabbat to chhupti nahi hum kahe na kahe is juba se, baat hontho pe rukti nahi farak padta hai kya haan se na se yeh nazar yuhi jhukthi nahi saaf jaahir hai dono taraf se, yeh mohabbat to chhupti nahi dil hai yeh, koi mausam nahi hai, ek din jo badal jayega pyar hai koyi kaanta nahi hai, lag gaya jo nikal jayega jab talak jaan jee se na nikle, yeh mohabbat nikalti nahi farak padta hai kya haan se na se yeh nazar yuhi jhukthi nahi saaf jaahir hai dono taraf se, yeh mohabbat to chhupti nahi hum kahe na kahe is juba se, baat hontho pe rukti nahi farak padta hai kya haan se na se yeh nazar yuhi jhukthi nahi saaf jaahir hai dono taraf se, yeh mohabbat to chhupti nahi saaf jaahir hai dono taraf se, yeh mohabbat to chhupti nahi