SONG: Ham Jaise Tanaha Logon Kaa - जो पूछता हैं कोई, सुर्ख क्यों हैं आज आँखें

Ham Jaise Tanaha Logon Kaa - जो पूछता हैं कोई, सुर्ख क्यों हैं आज आँखें

LYRICS:
jo puchhta hai koi, surkh kyu hai aaj aankhen to aankh malke mai kehta hu, raat so na saka hazaar chahu magar ye, na keh sakunga kabhi ke raat rone ki khwahish thi, magar ro na saka hum jaise tanha logo ka ab rona kya, muskana kya hum jaise tanha logo ka ab rona kya, muskana kya jab chahne wala koi nahi jab chahne wala koi nahi phir jeena kya, mar jana kya hum jaise tanha logo ka ab rona kya, muskana kya sau rang me jisko socha tha sau rup me jisko chaha tha sau rang me jisko socha tha sau rup me jisko chaha tha sau rup me jisko chaha tha wo jane ghajal to ruth gayi ab uska haal sunana kya jab chahne wala koi nahi jab chahne wala koi nahi phir jeena kya, mar jana kya hum jaise tanha logo ka ab rona kya, muskana kya aawaz kisi ko de lekin ek naam tumhara hontho par aawaz kisi ko de lekin ek naam tumhara hontho par ek naam tumhara hontho par har shakal se ubhro tum hi tum yu khud ko magar bahlana kya har shakal se ubhro tum hi tum yu khud ko magar bahlana kya jab chahne wala koi nahi jab chahne wala koi nahi phir jeena kya, mar jana kya hum jaise tanha logo ka ab rona kya, muskana kya