SONG: Ham Intazaar Karenge, Teraa Qayaamat Tak - हम इंतज़ार करेंगे तेरा क़यामत तक

Ham Intazaar Karenge, Teraa Qayaamat Tak - हम इंतज़ार करेंगे तेरा क़यामत तक

LYRICS:
hum intzaar karenge hum intzaar karege tera kayamat tak khuda kare ki kayamat ho aur tu aaye khuda kare ki kayamat ho aur tu aaye hum intzaar karenge bujhi-bujhi si nazar me teri talash liye bhatakte phirte hai hum aaj apani laash liye yahi junu yahi vahshat ho yahi junu yahi vahshat ho aur tu aaye khuda kare ki kayamat ho aur tu aaye hum intzaar karenge na denge hum tujhe ilzaam bewafai ka magar gila to karenge teri judaai ka tere khilaf shikayat ho tere khilaf shikayat ho aur tu aaye khuda kare ke kayamat ho aur tu aaye hum intzaar karenge ye zindagi tere kadamo me daal jayenge tujhi ko teri amanat sambhaal jayenge hamara aalam-e-ruksat ho hamara aalam-e-ruksat ho aur tu aaye khuda kare ke kayamat ho aur tu aaye hum intzaar karenge