SONG: Ham Intazaar Karenge, Tera Qayamat Tak - हम इंतज़ार करेंगे, तेरा क़यामत तक

Ham Intazaar Karenge, Tera Qayamat Tak - हम इंतज़ार करेंगे, तेरा क़यामत तक

LYRICS:
hum intzaar karenge hum intzaar karenge tera kayamat tak khuda kare ke kayamat ho aur tu aaye khuda kare ke kayamat ho aur tu aaye hum intzaar karenge ye intzaar bhi ek imtiha hota hai isise ishq ka shola jawan hota hai ye intzaar salamat ho ye intzaar salamat ho aur tu aaye khuda kare ke kayamat ho aur tu aaye hum intzaar karenge bichhaye shauq se khud hi bewafa ki raaho me khade hai dip ki hasrat liye nigaho me kabul-e-dil ki ibadat ho kabul-e-dil ki ibadat ho aur tu aaye khuda kare ke kayamat ho aur tu aaye hum intzaar karenge wo kushnasib hai jisko tu intkaab kare wo kushnasib hai jisko tu intkaab kare khuda hamari mohabbat ko kamyaab kare jawa sitara-e-kismat ho jawa sitara-e-kismat ho aur tu aaye khuda kare ke kayamat ho aur tu aaye hum intzaar karenge