SONG: Ham Ek Dujhe Ke Diwane Duniya Kya Jane (Do Diwane) - हम एक दूजे के दिवाने दुनिया क्या जाने

Ham Ek Dujhe Ke Diwane Duniya Kya Jane (Do Diwane) - हम एक दूजे के दिवाने दुनिया क्या जाने

LYRICS:
ham ek duje ke diwane, duniya kya jane ham ek duje ke diwane, duniya kya jane mit jayenge mar jayenge hum to kuch bhi kar jayenge diwane to hai diwane, duniya kya jane ham ek duje ke diwane, duniya kya jane pyar kiya to phir kya darna sath me jina sath me marna pyar kiya to phir kya darna sath me jina sath me marna ulfat ke dastur purane, duniya kya jane ham ek duje ke diwane, duniya kya jane jor laga le duniya sari tut nahi sakti ye yari jor laga le duniya sari tut nahi sakti ye yari hum dono hai yaar purane, duniya kya jane ham ek duje ke diwane, duniya kya jane bichhad nahi sakte ham milke bichhad nahi sakte ham milke ek duje ke dil par dil ke humne likh dale afsane, duniya kya jane ham ek duje ke diwane, duniya kya jane mit jayenge mar jayenge hum to kuch bhi kar jayenge diwane to hai diwane, duniya kya jane ham ek duje ke diwane, duniya kya jane