SONG: Ham Dil Ki Tassalli Ka Samaan Luta Baithe - हम दिल की तसल्ली का सामान लुटा बैठे

Ham Dil Ki Tassalli Ka Samaan Luta Baithe - हम दिल की तसल्ली का सामान लुटा बैठे

LYRICS:
ye kis andaz se aaya hai koi meri mahfil me hazar khwahise angdayiya lene lagi dil me hum dil ki tasalli ka saman luta baithe hum dil ki tasalli ka saman luta baithe jalim teri surat par jalim teri surat par iman luta baithe hum dil ki tasalli ka saman luta baithe hum dil ki tasalli ka najar milao to dil ko karar aa jaye najar milao to dil ko karar aa jaye kisi ke ujade chaman me bahar aa jaye kisi ke ujade chaman me bahar aa jaye bahar aa jaye hum dil ki tasalli ka saman luta baithe hum dil ki tasalli ka jalim teri surat par jalim teri surat pe iman luta baithe hum dil ki tasalli ka meri nigaho ne chuma teri nigaho ko meri nigaho ne chuma teri nigaho ko koi na dekh saka in hasi adao ko koi na dekh saka in hasi adao ko hasin adao ko hum dil ki tasalli ka saman luta baithe hum dil ki tasalli ka jalim teri surat par jalim teri surat pe iman luta baithe hum dil ki tasalli ka