SONG: Ham Dard Ke Maron Ka Itna Hi Fasana Hai - हम दर्द के मारों का इतना ही फ़साना है

Ham Dard Ke Maron Ka Itna Hi Fasana Hai - हम दर्द के मारों का इतना ही फ़साना है

LYRICS:
bujh gaye gam ki hava se, pyar ke jalte charaag bevafaayi chaand ne ki, pad gaya isme bhi daag ham dadr ke maaro kaa, itna hi fasaana hai pine ko sharaab-e-gam, dil gam ka nishana hai ham dadr ke maaro kaa, itna hi fasaana hai dil ek khilauna hai, taqadir ke haatho me dil ek khilauna hai, taqadir ke haatho me takadir ke haatho me marane ki tamanna hai, jine ka bahaana hai ham dadr ke maaro kaa, itna hi fasaana hai dete hai duaaye ham, dete hai duaaye ham duniya ki jafaao ko, duniya ki jafaao ko kyo unko bhulaaye ham, ab khud ko bhulana hai pine ko sharaab-e-gam, dil gam ka nishana hai hans hans ke bahaare to, shabnam ko rulaati hai hans hans ke bahaare to, shabnam ko rulaati hai shabnam ko rulaati hai aaj apni muhabbat par, bagiya ko rulana hai aaj apni muhabbat par, bagiya ko rulana hai ham dadr ke maaro kaa, itana hi fasaana hai pine ko sharaab-e-gam, dil gam ka nishana hai