SONG: Ham Dard Kaa Afsana Duniya Ko Suna Denge - हम दर्द का अफ़साना दुनिया को सुना देंगे

Ham Dard Kaa Afsana Duniya Ko Suna Denge - हम दर्द का अफ़साना दुनिया को सुना देंगे

LYRICS:
ham dard ka afsana duniya ko suna denge ham dard ka afsana duniya ko suna denge har dil me muhabbat ki ik aag laga denge har dil me muhabbat ki ik aag laga denge ho jayegi phir duniya aabad yatimo ki ho jayegi phir duniya aabad yatimo ki gunjegi jamane me fariyad yatimo ki gunjegi jamane me fariyad yatimo ki rote huye nagmo se tufan utha denge rote huye nagmo se tufan utha denge har dil me muhabbat ki ik aag laga denge sarkar-e-doalam ki ummat pe sitam kyon ho sarkar-e-doalam ki ummat pe sitam kyon ho allah ke bando ko manjdhar ka gam kyon ho allah ke bando ko manjdhar ka gam kyon ho islam ki kashti ko ham paar laga denge islam ki kashti ko ham paar laga denge ham dard ka afsana duniya ko suna denge ehsan yatimo ki takdir pe kar dalo ehsan yatimo ki takdir pe kar dalo fariyad hai dil walo, fariyad hai dil walo fariyad hai dil walo, fariyad hai dil walo ham par bhi karam karna, ham tum ko dua denge ham par bhi karam karna, ham tum ko dua denge har dil me muhabbat ki ik aag laga denge