SONG: Ham Bhi Kho Gaye Hai - हम भी खो गए हैं

Ham Bhi Kho Gaye Hai - हम भी खो गए हैं

LYRICS:
hum bhi kho gaye hain, dil bhi kho gaya hai kahte hain pyar jisko shayad woh ho gaya hai hum bhi kho gaye hain, dil bhi kho gaya hai kahte hain pyar jisko shayad woh ho gaya hai hum bhi kho gaye hain dil humko dhundhata hain, hum dil ko dhundhate hain manjil pe hum khade hain, manjil ko dhundhate hain dil humko dhundhata hain, hum dil ko dhundhate hain manjil pe hum khade hain, manjil ko dhundhate hain kahte hain pyar jisko shayad woh ho gaya hai hum bhi kho gaye hain, dil bhi kho gaya hai kahte hain pyar jisko shayad woh ho gaya hai hum bhi kho gaye hain kya chij hai mohabbat samjhega kya zamana itni si hai kahani itna sa hai fasana kya chij hai mohabbat samjhega kya zamana itni si hai kahani itna sa hai fasana kahte hain pyar jisko shayad woh ho gaya hai hum bhi kho gaye hain, dil bhi kho gaya hai kahte hain pyar jisko shayad woh ho gaya hai hum bhi kho gaye hain