SONG: Ham Bevafaa Hargiz Na The, Par Ham Vafaa Kar Naa Sake - हम बेवफ़ा हरगिज़ ना थे पर हम वफ़ा कर ना सके

Ham Bevafaa Hargiz Na The, Par Ham Vafaa Kar Naa Sake - हम बेवफ़ा हरगिज़ ना थे पर हम वफ़ा कर ना सके

LYRICS:
hum bewfa hargiz na the par hum wafa kar na sake humko mili uski saza, hum jo khata kar na sake hum bewfa hargiz na the par hum wafa kar na sake kitni akeli thi wo raahe ham jinpe ab tak akele chalte rahe tujhse bichhad ke bhi o bekhabar tere hi gham me jalte rahe tune kiya jo shikwa, ham wo gila kar na sake hum bewfa hargiz na the par ham wafa kar na sake tumne jo dekha suna sach tha magar kitna tha sach ye kisko pata jaane tumhe maine koi dhokha diya, jaane tumhe koi dhokha hua is pyaar me sach jhuth ka tum faisla kar na sake hum bewfa hargiz na the par hum wafa kar na sake