SONG: Ham Apne Gam Kaa Fasana - हम अपने ग़म का फ़साना

Ham Apne Gam Kaa Fasana - हम अपने ग़म का फ़साना

LYRICS:
saba ke bad chaman ka ajib haal hua saba ke bad chaman ka ajib haal hua bahar aayi magar phul mushura na sake ham apne gam ka fasana unhe suna na sake ham apne gam ka fasana unhe suna na sake ham apne gam ka fasana unhe suna na sake jab unko samane paya to khud ko pa na sake jab unko samane paya to khud ko pa na sake ham apne gam ka fasana unhe suna na sake khushi na ho to behal jaye gum se dil lekin khushi na ho to behal jaye gum se dil lekin wo kya karega jise gum bhi raas aa na sake jab unko samane paya to khud ko pa naa sake ham apne gham ka fasana unhe suna na sake hai ek dag wo arshe wafa ke daaman par hai ek dag wo arshe wafa ke daaman par jo shyame hijr tarikhiya mita na sake jab unko samane paya to khud ko pa na sake ham apne gham ka fasana unhe suna na sake jab unko samane paya to khud ko pa na sake ham apne gham ka fasana unhe suna na sake