SONG: Hal Na Kar Paye Jise Tu Konsi Mushkil Hai Vo - हल ना कर पाये जिसे तू कौन सी मुश्किल है वो

Hal Na Kar Paye Jise Tu Konsi Mushkil Hai Vo - हल ना कर पाये जिसे तू कौन सी मुश्किल है वो

LYRICS:
hal na kar paye jise tu kaun si mushkil hai wo tay na kar paye jise tu kaun si manjil hai wo ab kon si manjil hai wo chah agar hogi to beshak rah bhi mil jayegi arzu dil ki teri aaho se hi jal jayegi arzu dil ki teri aaho se hi jal jayegi ho nahi sakta hai acha kaun sa bismil hai wo tay na kar paye jise tu kon si manjil hai wo ab kaun si manjil hai wo zindagi or maut do hai karwate insan ki tum sada roti raho marzi hai ye bhagwan ki ab irado me tumhare josh kuch baki nahi jine wale marne ka bhi hosh kuch baki nahi hosh kuch baki nahi