SONG: Haiya Hoo - हैय्या हूँ

Haiya Hoo - हैय्या हूँ

LYRICS:
haiyya hu kya masti kya jaadu main aur tu kya masti kya jaadu roz kaha hoti hai dilbar aisi mulaqate aankho aankho mein karle aao dil ki baate haiyya hu kya masti kya jaadu main aur tu kya masti kya jaadu roz kahan hoti hai dilbar aisi mulaqate aankho aankho mein karle aao dil ki baate haiyya hu kya masti kya jaadu kya jaadu aap ki saari baatein ajab si hai bhoori bhoori aankhen gazab ki hai aap ke jaisa chehraa yaha kaha gesu haseen suneheraa yaha kaha tu albela mast akela tere jaisa koi hai kahi naa kahi naa ha haiyya hu kya masti kya jaadu main aur tu kya masti kya jaadu roz kaha hoti hai dilbar aisi mulaqate aankho aankho mein karle aao dil ki baate haiyya hu kya masti kya jaadu kya jaadu kya hai mera fasaana suno suno toota hai dil deewana suno suno main yeh baat bataaoon kisse bhalaa dard e jigar dikhaaoon kisse bhalaa in zakhmon ko un lamhon ko yaad karenge hum to ab kabhi naa kabhi naa hey haiyya hu kya masti kya jaadu main aur tu kya masti kya jaadu roz kaha hoti hai dilbar aisi mulaqate aankho aankho mein karle aao dil ki baate haiyya hu kya masti kya jaadu kya jaadu main hoon teri deewani mere sanam tu hai meri kahaani mere sanam maine tujhe hi socha teri kasam maine tujhe hi chaaha teri kasam dil mein mere armaan tere tere jaisa naa hoga kahi naa kahi naa haiyya hu kya masti kya jaadu main aur tu kya masti kya jaadu roz kahan hoti hai dilbar aisi mulaqate aankho aankho mein karle aao dil ki baate haiyya hu kya masti kya jaadu main aur tu kya masti kya jaadu kya jaadu