SONG: Hairat Se Tak Rahaa Jahaan E Vafaa Mujhe - हैरत से तक रहा है जहान ऐ वफ़ा मुझे

Hairat Se Tak Rahaa Jahaan E Vafaa Mujhe - हैरत से तक रहा है जहान ऐ वफ़ा मुझे

LYRICS:
hairat se tak raha jahan ae wafaa mujhe hairat se tak raha jahan ae wafaa mujhe tumne bana diya hai mohabbat me kya mujhe har manzil ae hayaat se gum kar gaya mujhe har manzil ae hayaat se gum kar gaya mujhe mud mud ke raah me wo tera dekhna mujhe mud mud ke raah me wo tera dekhna mujhe kaise khudi ne mauj ko kashti bana diya kaise khudi ne mauj ko kashti bana diya hosh ae khuda hai ab na gam e na khuda mujhe saaqi bane huye hain wo sagar shab ae visaal saaqi bane huye hain wo sagar shab ae visaal is waqt koi meri qasam dekhta mujhe hairat se tak raha jahan ae wafaa mujhe