SONG: Hai Yeh Pal Chanchal Badi Halchal

Hai Yeh Pal Chanchal Badi Halchal

LYRICS:
hai yeh pal chanchal hai badi halchal koi aise me chup na raho jise sunke sada, aaye subko maza koi aisi kahani kaho hai yeh pal chanchal hai badi halchal koi aise me chup na raho jise sunke sada , aaye subko maza koi aisi kahani kaho andhe se takra ke , aankho wale ne kaha kyu andhe kya tujko dikhta nhi rasta wo bola ho andha ki mai to hu andha magar tujhko kya ho gya ek murgi deti thi sone ka anda sada soch ke murakh ne usko katam kar diya ke ek sath ande nikalunga sare magar hath kuch na laga hai yeh pal chanchal badi halchal koi aise me chup na raho jise sunke sada , aaye subko maza koi aisi kahani kaho ek buddu baitha tha jis ped ki daal pe khus tha wo aari se us daal ko kaat ke ho aisa gira hoke lagda chala zindgi bhar wo ek taang pe ho aisa gira hoke lagda chala zindgi bhar wo ek taang pe hai yeh pal chanchal hai badi halchal koi aise me chup na raho jise sunke sada , aaye subko maza koi aisi kahani kaho la la la la la