SONG: Hai Ye Duniya Kaun Si Ai Dil Mujhe Kya Ho Gaya - है ये दुनिया कौन सी ऐ दिल मुझे क्या हो गया

Hai Ye Duniya Kaun Si Ai Dil Mujhe Kya Ho Gaya - है ये दुनिया कौन सी ऐ दिल मुझे क्या हो गया

LYRICS:
hai ye duniya kaun si ae dil mujhe kya ho gaya hai ye duniya kaun si ae dil mujhe kya ho gaya jaise manzil par koi aa ke musafir kho gaya hai ye duniya kaun si ae dil mujhe kya ho gaya mai hun ek panchi akela is gagan ki chhav me mai hun ek panchi akela is gagan ki chhav me udate udate aa gaya hu badalo ke gaav me apne hi sapno ki dhun me chalte chalte kho gaya hai ye duniya kaun si ae dil mujhe kya ho gaya sun bhi lo gam ki sadaye dard ka paigaam lo sun bhi lo gam ki sadaye dard ka paigaam lo dagamagate ja rahe hai aa ke humko tham lo phir na kehana zindagi ka aasra ghum ho gaya hai ye duniya kaun si ae dil mujhe kya ho gaya jaise manzil par koi aa ke musafir kho gaya hai ye duniya kaun si ae dil mujhe kya ho gaya