SONG: Hai Ye Duniya Kaun Si - है ये दुनिया कौन सी

Hai Ye Duniya Kaun Si - है ये दुनिया कौन सी

LYRICS:
hai ye duniya kaun si ae dil mujhe kya ho gaya hai ye duniya kaun si ae dil mujhe kya ho gaya jaise manjil par koi aake musafir kho gaya hai ye duniya kaun si ae dil mujhe kya ho gaya main hu ek panchhi akela is gagan ki chhanv me main hu ek panchhi akela is gagan ki chhanv me udte udte aa gaya hu baadlo ke gaanv me apne hi sapno ki dhun me chalte chalte kho gaya hai ye duniya kaun si ae dil mujhe kya ho gaya sun bhi lo ghum ki sadaye dard ka paigam lo sun bhi lo ghum ki sadaye dard ka paigam lo dagmagate ja rahe hai aake humko tham lo phir na kahna zindagi ka aasra gum ho gaya hai ye duniya kaun si ae dil mujhe kya ho gaya jaise manjil par koi aake musafir kho gaya hai ye duniya kaun si ae dil mujhe kya ho gaya