SONG: Hai Naam Mera Ramzani - है नाम मेरा रमजानी

Hai Naam Mera Ramzani - है नाम मेरा रमजानी

LYRICS:
mai jaha bhi gaya phul wala hua sabse aala hai mera chirag jab ye ghar me jale aisa pyara lage jaise sahra me phulo ka baag iski nishani jalti jawani hai jawani hai, jawani hai, jawani he taadir hu iraani, hai naam mera ramzani kala lekar ujla dena sauda hai sultani, yaro sauda hai sultani jhutha jamane bhar ka, rasta le apne ghar ka bate bana na aisi vaisi jhutha jamane bhar ka, rasta le apne ghar ka bate bana na aisi vaisi harkate bandar jaisi, surat kalandar jaisi hamko sunaye kaisi kaisi haye hasino o beyatino khaat nashino ki na mani hai na mani he taadir hu iraani, hai naam mera ramzani kala lekar ujla dena sauda hai sultani, jani sauda hai sultani he taadir hu iraani, hai naam mera ramzani kala lekar ujla dena sauda hai sultani, yaro sauda hai sultani ek dum ki kasar se bana hai basar varna langur ki hai ye jaat o meri jaano jigar chhedkhani na kar dekh achhi nahi hai ye baat muchhe hai bhari bhari, are lagti hai pyari pyari jaise ho dhadhi wala bakra are dhadhi wala bakra, muh ko sambhal ladki are deta hai kisko jhidki ve haye re haye tera nakhra sun re o madhari o ho kya hui bimari are teri hazamat banani hai banani he taadir hu iraani, hai naam mera ramzani kala lekar ujla dena sauda hai sultani, jani sauda hai sultani he taadir hu iraani, hai naam mera ramzani kala lekar ujla dena sauda hai sultani, yaro sauda hai sultani