SONG: Hai Kitna Suhana - है कितना सुहाना

Hai Kitna Suhana - है कितना सुहाना

LYRICS:
hai kitna suhana suhana nazara hai kitna suhana suhana nazara bhatakati najar ka bhatakati najar ka sahaara hai hai kitna suhana suhana nazara hai kitna suhana suhana nazara lipati hai belo se bele lipati hai belo se bele ek hum bhi the jab tumse mile to bas tumse mile samay kar raha hai ishara samay kar raha hai ishara suhana nazara hai kitna suhana suhana nazara hai kitna suhana suhana nazara kise dhundhti hai nigaahe nigahe tujhe dhundhti hai ye meri nigahe kise dekhne ko ye chaahe ye chaahe kise dekhne ko ye chaahe ye chaahe aane waala hai kaun aane waala hai kaun humaara hai hai kitna suhana suhana nazara hai kitna suhana suhana nazara jab aate hawaao ke jhoke jab aate hawaao ke jhoke na jane kyu dil na jane kyu dil mera choke dil mera choke kaise ho kisi ne pukaara kaise ho kisi ne pukaara suhana nazara hai kitna suhana suhana nazara hai kitna suhana suhana nazara