SONG: Hai Kahani Preet Ki Itwar Se Itwar Tak - है कहानी प्रीत की इतवार से इतवार तक

Hai Kahani Preet Ki Itwar Se Itwar Tak - है कहानी प्रीत की इतवार से इतवार तक

LYRICS:
hai kahani preet ki itwar se itwar tak hai kahani preet ki itwar se itwar tak bat jo pahunchi hamari dosti se pyar tak bat jo pahunchi hamari dosti se pyar tak aaye the chhup chhup ke mere ghar mein itwar ko sabko hansaye wo chhede dil ke tar ko mata jee ke dar se wo aaye na mangalwar ko kahan pina chhod kar roti rahi budhwar tak kahan pina chhod kar roti rahi budhwar tak bat jo pahunchi hamari dosti se pyar tak bat jo pahunchi hamari dosti se pyar tak weer ko aaye mere kamre ki khidki kholkar chori chori chal diye wo mitthi boli bol kar rah gayi aankhe tadap kar rah gaya dil dol kar tu khadi hi rah gayi khidki mein shukarwar tak tu khadi hi rah gayi khidki mein shukarwar tak bat jo pahunchi hamari dosti se pyar tak bat jo pahunchi hamari dosti se pyar tak chori chori aaye the shaniwar bhi aankh bapu se churake aaye the itwar bhi tere sajan ne kiya hai tujhe kuch ikrar kya batau bat pahunchi hi nahi ikrar tak kya batau bat pahunchi hi nahi ikrar tak hai kahani preet ki itwar se itwar tak hai kahani preet ki itwar se itwar tak hai kahani preet ki itwar se itwar tak hai kahani preet ki itwar se itwar tak bat jo pahunchi hamari dosti se pyar tak bat jo pahunchi hamari dosti se pyar tak