SONG: Hai Kaam Mohabbat Ki Fariyad Kiye Jana - है काम मोहब्बत का है काम मोहब्बत का

Hai Kaam Mohabbat Ki Fariyad Kiye Jana - है काम मोहब्बत का है काम मोहब्बत का

LYRICS:
hai kaam mohabaat ka hai kaam mohabaat ka fariyaad kiye jana jo phool bheja hai to unhe yaad kiye jana unhe yaad kiye jana hai ek ada unki har baat kiye jana hai ek ada unki har baat kiye jana fariyaad kiye jana unhe yaad kiye jana hai kaam mohabaat ka hai kaam mohabaat ka fariyaad kiye jana jo phool bheja hai to unhe yaad kiye jana unhe yaad kiye jana manjur huaa unko gam deke bhula dena manjur huaa hamko is gam ka maja lena unhe yaad kiye jana fariyaad kiye jana hai kaam mohabaat ka hai kaam mohabaat ka fariyaad kiye jana jo phool bheja hai to unhe yaad kiye jana unhe yaad kiye jana vo aankh chuuraye to ae dil na gila karna vo milne na aaye to sapno mein mila karna sapno mein bhi tu unse fariyaad kiye jana hai kaam mohabaat ka hai kaam mohabaat ka fariyaad kiye jana jo phool bheja hai to unhe yaad kiye jana unhe yaad kiye jana