SONG: Hai Dil Ke Kale Ye Zalim Duniyawale - है दिल के काले ये जालिम दुनियवाले

Hai Dil Ke Kale Ye Zalim Duniyawale - है दिल के काले ये जालिम दुनियवाले

LYRICS:
o babare hai dil ke kale ye zalim duniyawale o babu bhole bhale jaal me mat aana o duniya ke chal me mat aana o duniya ke chal me mat aana surat bhali hai niyat buru hai meethi chhuri hai duniya meethi chhuri hai duniya likha hai har gul har gul ke khun ka afsaana o babu bhole bhale jaal me mat aana o duniya ke chal me mat aana hai dil ke kale ye zalim duniyawale o babu bhole bhale jaal me mat aana o duniya ke chal me mat aana daal ke daana paas bulaye daal ke daana paas bulaye teer chalaye tikhi teer chalay teer chalaye tikhi teer chalay dena pdega is mahfeel me jaan ka nazrana o babu bhole bhale jaal me mat aana o duniya ke chal me mat aana