SONG: Hai Dhuan Dhuan Kyo

Hai Dhuan Dhuan Kyo

LYRICS:
hai dhuan dhuan kyun yahan wahan hai dhuan dhuan kyun yahan wahan kya jal raha kya sulag raha tera dil ya mera badan tera dil ya mera badan jhukti hai tanhayi aaja aaja badhne de rusvayi aaja aaja le bekhudi chhane lagi bekhudi chhane lagi hai nasha nasha kyun zara zara kya mehak raha kya behak raha tera dil ya mera badan tera dil ya mera badan jab saanso ki bandhan khole khole bajti rahege dil ki shole shole le paimane nazrane paimane nazrane hai fasa fasa hai kata kata kya nikhar raha kya bikhar raha tera dil ya mera badan tera dil ya mera badan