SONG: Hai Dhanya Suhagan Wo Jisne Bharat Ko - हैं धन्य सुहागन वो जिसने भारत को

Hai Dhanya Suhagan Wo Jisne Bharat Ko - हैं धन्य सुहागन वो जिसने भारत को

LYRICS:
hai dhanya suhagan wo jisne bharat ko tulsi das diya mehandi mahawar rach kar bhi sukh sapno se sanyas liya mehandi mahawar rach kar bhi sukh sapno se sanyas liya hai dhanya suhagan wo jisne bharat ko tulsi das diya tumne bhi kangan pahne de tumne bhi bajai thi payal tumne bhi kiya tha naino se kuch din to sawariya ko ghayal milne aaye tumse pritam to bhej ram ke pas diya hai dhanya suhagan wo jisne bharat ko tulsi das diya sach mano tulsi na hote to hindi kahi padi hoti uske mathe par ramayan ki bindi nahi jadi hoti biso basant dekar jisne badle me bas chomas liya hai dhanya suhagan wo jisne bharat ko tulsi das diya jao kavi jab tak ram amar dunia me tera nam amar dunia pujegi raghuwar ko gunjega tera sar ghar ghar jiwan to diya hari ko hamko hari lila ka itihas diya hai dhanya suhagan wo jisne bharat ko tulsi das diya