SONG: Hai Bas Ki Har Ek Un Ke Ishaare Me Nishaan Aur - है बस की हर एक उनके इशारे में निशान और

Hai Bas Ki Har Ek Un Ke Ishaare Me Nishaan Aur - है बस की हर एक उनके इशारे में निशान और

LYRICS:
hai bas ki har ek unke ishaare me nishaan aur karte hai muhabbat to guzarta hai gumaan aur ya rab vo na samajhe hai na samajhenge meri baat ya rab vo na samajhe hai na samajhenge meri baat de aur bhi dil inko jo na de mujhko zuban aur de aur bhi dil inko jo na de mujhko zuban aur tum shahar me ho to hame kya gam jab uthenge tum shahar me ho to hame kya gam jab uthenge le aayenge baazaar se jaakar dil-o-jaan aur le aayenge baazaar se jaakar dil-o-jaan aur hai aur bhi duniya me sukhnavar bahut achchhe hai aur bhi duniya me sukhnavar bahut achchhe kahte hai ki gaalib ka hai andaaz-e-bayan aur kahte hai ki gaalib ka hai andaaz-e-bayan aur hai aur bhi duniya me sukhnavar bahut achchhe kahte hai ki gaalib ka hai andaaz-e-bayan aur kahte hai ki gaalib ka hai andaaz-e-bayan aur