SONG: Hai Bahaare Baag Duniya Chand Roj - है बहार-ए-बाग़-ए-दुनिया चन्द रोज़ चन्द रोज़

Hai Bahaare Baag Duniya Chand Roj - है बहार-ए-बाग़-ए-दुनिया चन्द रोज़ चन्द रोज़

LYRICS:
hai bahaar-e-baag-e-duniya chand roj chand roj hai bahaar-e-baag-e-duniya chand roj dekh lo iska tamaasha chand roj chand roj hai bahaar-e-baag-e-duniya chand roj chand roj hai bahaar-e-baag-e-duniya chand roj laakh daara aur sikandar ho gaye aaj bolo woh kaha sab kho gaye aayi hichaki maut ki aur so gaye aayi hichaki maut ki aur so gaye har kisika hai basera chand roj chand roj hai bahaar-e-baag-e-duniya chand roj chand roj hai bahaar-e-baag-e-duniya chand roj kal talak rangin bahaare thi jahaan aaj kabro ke wahaan dekhe nishaan rang badale har ghadi yeh aasma rang badale har ghadi yeh aasma aish-o-gum jo kuchh bhi dekha chand roj chnad roj hai bahaar-e-baag-e-duniya chand roj chand roj hai bahaar-e-baag-e-duniya chand roj kya milega dil kisi ka tod ke le duwa tute dilo ko jod ke jaa magar kuchh yaad apni chhod ke jaa magar kuchh yaad apni chhod ke ho tera duniya me charcha chand roj chand roj hai bahaar-e-baag-e-duniya chand roj chand roj hai bahaar-e-baag-e-duniya chand roj