SONG: Hai Aag Humare Seene Me Hum Aag Se Khelate Aate Hai - है आग हमारे सीने में हम आग से खेलते आते हैं

Hai Aag Humare Seene Me Hum Aag Se Khelate Aate Hai - है आग हमारे सीने में हम आग से खेलते आते हैं

LYRICS:
hai aag hamare sine me hum aag se khelte aate hai takrate hai jo is takat se vo mitti me mil jate hai tumse to patanga achha hai jo haste hue jal jata hai oye hoye hoye hoye wo pyar me mit to jata hai par nam amar kar jata hai par nam amar kar jata hai hum bhi hai tum bhi ho dono hai amne-samne dekh lo kya asar kar diya pyar ke naam ne ham gate-garajte sagar hai koi hamko bandh nahi paya hoy hum mauj me jab bhi lagraye sara jag dar se tharraya hum choti si wo bund sahi hai seep ne jisko apnaya oye hoye hoye hoye khara pani koi pi na saka ek pyar ka moti kaam aaya ek pyar ka moti kaam aaya hum bhi hai tum bhi ho dono hai amne-samne dekh lo kya asar kar diya pyar ke naam ne kis phul pe dunia marti hai kaun sa fal sabse mitha naino se naina takraye to kaun hara or kaun jita ye dil ka kamal sab se sundar, mehnat ka fal sabse mitha is pyar ki bazi me haskar jo dil hara wo sab jita jo dil hara wo sab jita hum bhi hai tum bhi ho dono hai amne-samne dekh lo kya asar kar diya pyar ke naam ne itna sa jigar itna sa hai dil hai kya kya bat badi karne aaye kya paida hogi aag agar pathar se na pathar takraye nanha sa dil ye aankho me na ho to pal me andhera ho jaye itna sa dil tu de-de agar sara jag tera ho jaye sara jag tera ho jaye hum bhi hai tum bhi ho dono hai amne-samne dekh lo kya asar kar diya pyar ke naam ne jane kaisi ye mauje anjani dil me aayi jaise yad purani jane kaisi ye mauje anjani dil me aayi jaise yad purani ho yad purani tumne liya aaj dil mera aaj ki rang bhari sham ne hum bhi hai tum bhi ho dono hai amne-samne tune mujhko sankha tha begana lekin tumko maine hi pahchana tune mujhko sankha tha begana lekin tumko maine hi pahchana haay pahchana mil gayi manjile rah hasi khul gayi samne hum bhi hai tum bhi ho dono hai amne-samne tu jo kah de mai teri ho jau khoyi-khoyi aankho me kho jau tu jo kah de mai teri ho jau khoyi-khoyi aankho me kho jau haye kho jau tumne ye kya kiya log dil ko lage thamne dekh lo kya asar kar diya pyar ke naam ne hum bhi hai tum bhi ho dono hai amne-samne