SONG: Haaye Meri Uljhi Nazar Pardesi Ke Sang - हाय मेरी उलझी नजर परदेशी की संग

Haaye Meri Uljhi Nazar Pardesi Ke Sang - हाय मेरी उलझी नजर परदेशी की संग

LYRICS:
haye meri haye meri uljhi nazar pardeshi ke sang dil ko rakhti kaha tak sambhal ke haye meri najuk umar anjani dagar rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke chain kya hai nahi janti or rah rah ke dil thamti aaj kal dekhti hu jo shisha aaj kal dekhti hu jo shisha khud ko muskil se pahchanti haye meri haye meri uljhi nazar pardeshi ke sang dil ko rakhti kaha tak sambhal ke haye meri najuk umar anjani dagar rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke dil ye kahta hai chal us gali aankh unse ladi jis gali hosh laute to ghabra gayi main hosh laute to ghabra gayi main haye main aa gayi kis gali mein kis gali me haye meri uljhi nazar pardeshi ke sang dil ko rakhti kaha tak sambhal ke haye meri najuk umar anjani dagar rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke koi batlaye to pyar kya hai dil ka rah rah ke ikrar kya hai ye to mana ye dariya hai gahra ye to mana ye dariya hai gahra rah rah kar aati muskan kya hai muskan kya hai haye meri haye meri uljhi nazar pardeshi ke sang dil ko rakhti kaha tak sambhal ke haye meri najuk umar anjani dagar rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke haye meri uljhi nazar pardeshi ke sang dil ko rakhti kaha tak sambhalke haye meri najuk umar anjani dagar rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke