SONG: Haay Ye Maine Kya Kiya - हाय ये मैंने क्या किया

Haay Ye Maine Kya Kiya - हाय ये मैंने क्या किया

LYRICS:
haay ye maine kya kiya haay ye maine kya kiya dil ka diya bujha diya jage huye nasib ko deke dawa sula diya haay ye maine kya kiya gairo ka kuchh gila nahi main hi kasurvaar hun maine hi apne hanth se maine hi apne hanth se apna nisha mita diya haay ye maine kya kiya dil ka diya bujha diya shad unko kar diya aur ho gaya nashad main shad unko kar diya aur ho gaya nashad main unka diya jala diya unka diya jala diya apna diya bujha diya haay ye maine kya kiya kiski karu shikayate kos main kiski jaan ko mere hi bathate shouk ne mere hi bathate shouk ne mera gala daba diya haay ye maine kya kiya dil ka diya bujha diya