SONG: Haay Mehman Kahan Ye Gham-E-Jaana Hoga - हाय मेहमान कहाँ ये ग़म ऐ जाना होगा

Haay Mehman Kahan Ye Gham-E-Jaana Hoga - हाय मेहमान कहाँ ये ग़म ऐ जाना होगा

LYRICS:
haay mehmaan kahan ye gham ae jana hoga khana ae dil ko koi roz mein viraan hoga haay mehmaan kahan ye gham ae jana hoga kosta hun jo naseebon ko to kahta hai wo sokh kosta hun jo naseebon ko to kahta hai wo sokh phir mohabbat na krega agar insan hoga phir mohabbat na krega agar insan hoga dam meri aankho mein atka hain ke dekhu to sahi dam meri aankho mein atka hain ke dekhu to sahi kya masiha se mere dard ka darma hoga kya masiha se mere dard ka darma hoga jindagi ishq mein mushkil hai haay jindagi ishq mein mushkil hai mushkil hai to mar jayenge ae ab se vo kaam karenge ke jo aasan hoga ab se vo kaam karenge ke jo aasan hoga