SONG: Haatho Me Mere Bhi Mehndi Lagao - हाथों में मेरे भी मेहंदी लगाओं

Haatho Me Mere Bhi Mehndi Lagao - हाथों में मेरे भी मेहंदी लगाओं

LYRICS:
hatho me mere bhi mehandi lagao jaldi se jao mera dulha leke aao hatho me mere bhi mehandi lagao jaldi se jao mera dulha leke aao kyu baithi ho chup hai der kya bolo mera kab hoga byah hatho me mere bhi mehandi lagao jaldi se jao mera dulha leke aao pariyo ki nagri me hai mera sasural saj dhaj ke jaungi mai chalke pawan ke sath pariyo ki nagri me hai mera sasural saj dhaj ke jaungi mai chalke pawan ke sath aao mujhe bhi dulhan banao jaldi se jao mera dulha leke aao kyu baithi ho chup hai der kya bolo mera kab hoga byah hatho me mere bhi mehandi lagao jaldi se jao mera dulha leke aao nachu lahrau are jhum ke mai din rat dolu sapno me leke sajan apne sath nachu lahrau are jhum ke mai din rat dolu sapno me leke sajan apne sath angana me sahnayi bajao jaldi se jao mera dulha leke aao kyu baithi ho chup hai der kya bolo mera kab hoga byah hatho me mere bhi mehandi lagao jaldi se jao mera dulha leke aao aayega re dekho sundar sa rajkumar layega jab doli us din ka hame intzar aayega re dekho sundar sa rajkumar layega jab doli us din ka hame intzar mang me meri bhi tare sajao jaldi se jao mera dulha leke aao kyu baithi ho chup hai der kya bolo mera kab hoga byah hatho me mere bhi mehandi lagao jaldi se jao mera dulha leke aao