SONG: Haan Main Deewana - हाँ में दीवाना हूँ चाहूँ तो मचल सकता हूँ

Haan Main Deewana - हाँ में दीवाना हूँ चाहूँ तो मचल सकता हूँ

LYRICS:
ha main deewana hu chahe to machal sakta hu khilvate husn ke kaanun badal sakta hu haar to haar hai angaro pe bhi chal sakta hu mere mahboob mere dost nahi ye bhi nahi mere bebaak tabiyat ka takaja hai kuch aur mere bebaak tabiyat ka takaja hai kuch aur isi raftar se duniya ko gujar jane du dil main ghut ghut ke tamanoao ko mar jane dun teri julfo ko sare dosh bikhar jane du mere mahboob mere dost nahi ye bhi nahi mere mahboob mere dost nahi ye bhi nahi mere bebaak tabiyat ka takaja hai kuch aur mere bebaak tabiyat ka takaja hai kuch aur ek din chhin lu main ajmate batil ka junun tod du tod du main sokte duniya ka khushun aur bah jaye yahi nabze jaroin ka khun gairate ishq ko manzur tamasha hai ye yahi gairate ishq ko manzur tamasha hai ye yahi meri fitrat ka mee dost takaja hai yahi meri fitrat ka mee dost takaja hai yahi