SONG: Haale Dil Yu Unhe Sunaaya Gaya - हाले दिल यूँ उन्हें सुनाया गया

Haale Dil Yu Unhe Sunaaya Gaya - हाले दिल यूँ उन्हें सुनाया गया

LYRICS:
hale dil yu unhe sunaya gaya hale dil yu unhe sunaya gaya aankh hi ko juba banaya gaya aankh hi ko juba banaya gaya zindagi ki udas rato ko zindagi ki udas rato ko aapki yad se sajaya gaya aapki yad se sajaya gaya hale dil yu unhe sunaya gaya ishk ki wa bhi ek manjil hai ishk ki wa bhi ek manjil hai har kadam par fareb khaya gaya har kadam par fareb khaya gaya hale dil yu unhe sunaya gaya lakh tufa samet kar yar ab lakh tufa samet kar yar ab is liye ek dil banaya gaya is liye ek dil banaya gaya hale dil yu unhe sunaya gaya aankh hi ko juba banaya gaya