SONG: Haale Dil Mai Kya Kahu, Mushkil Hai Mere Saamane - हाले दिल मैं क्या कहूँ, मुश्किल है मेरे सामने

Haale Dil Mai Kya Kahu, Mushkil Hai Mere Saamane - हाले दिल मैं क्या कहूँ, मुश्किल है मेरे सामने

LYRICS:
hale dil mai kya kahu, mushkil hai mere samane hale dil mai kya kahu, hale dil mai kya kahu mushkil hai mere samane, mushkil hai mere samane bhole bhale rup me, bhole bhale rup me katil hai mere samane, katil hai mere samane hale dil mai kya kahu meri ummido ki kashti paar ho jane bhi de paar ho jane bhi de meri ummido ki kashti paar ho jane bhi de paar ho jane bhi de ruk ja aye tufan tu, ruk ja aye tufan tu sahil hai mere samane, sahil hai mere samane hale dil mai kya kahu josh kehata hai ke chal aur hosh kehta hai sambhal josh kehata hai ke chal aur hosh kehta hai sambhal hosh kehta hai sambhal kiska kehana man lu, kiska kehana man lu manjil hai mere samane, manjil hai mere samane hale dil mai kya kahu