SONG: Haal Yah Kar Diya Zalim Tere Tadpane Ne - हाल यह कर दिया ज़ालिम तेरे तड़पाने ने

Haal Yah Kar Diya Zalim Tere Tadpane Ne - हाल यह कर दिया ज़ालिम तेरे तड़पाने ने

LYRICS:
haal ye kar diya zalin tere tadpane ne tere tadpane ne aag daman me laga li tere diwane ne tere diwane ne aag daman me laga li ye bhi dar lagta hai badnam na ho jaye kahi ye bhi dar lagta hai badnam na ho jaye kahi pyar ki baate jo pyar ki baate jo sun li kisi begane ne kisi begane ne aag daman me laga li tere diwane ne tere diwane ne aag daman me laga li jite rahna teri chahat me koi khel nahi jite rahna teri chahat me koi khel nahi maar dala mujhe maar dala mujhe zalim tere samjhane ne tere samjhane ne aag daman me laga li tere diwane ne tere diwane ne aag daman me laga li ji to kahta hai ke ji bhar ke tujhe pyar karu ji to kahta hai ke ji bhar ke tujhe pyar karu par mujhe rok liya par mujhe rok liya hai mere sharmane ne mere sharmane ne aag daman me laga li tere diwane ne tere diwane ne aag daman me laga li rut nayi aayi hai aa pyar ke din aaye hai rut nayi aayi hai aa pyar ke din aaye hai aur bhi kar diya aur bhi kar diya jadu tere sharmane ne tere sharmane ne aag daman me laga li tere diwane ne tere diwane ne aag daman me laga li