SONG: Haal-E-Dil Kis Ko Sunau - हाल-ए-दिल किसको सुनाऊ

Haal-E-Dil Kis Ko Sunau - हाल-ए-दिल किसको सुनाऊ

LYRICS:
haal-e-dil kisko sunau razda koi nahi meharba koi nahi haal-e-dil kisko sunau razda koi nahi meharba koi nahi kisse kahiye jake apni zindagi ka mazra lut gaya hai raste me hasrato ka kafila mai wo rahi hu ke jiska karwa koi nahi meharba koi nahi haal-e-dil kisko sunau razda koi nahi meharba koi nahi kyu meri duniya base kyu meri kismat phire shauk se aandhi chale ab shauk se bijli gire jal chuka hai aashiya ab aashiya koi nahi meharba koi nahi haal-e-dil kisko sunau razda koi nahi meharba koi nahi kuch khushi se wasta aur na gham se wasta kuch khushi se wasta aur na gham se wasta lag gayi hai chup se dil ko haye dil ko kya hua kya hua kya hu mai kya sunau dasta koi nahi meharba koi nahi haal-e-dil kisko sunau razda koi nahi meharba koi nahi