SONG: Haa Humne Pyar Kiya - हाँ हमने प्यार किया

Haa Humne Pyar Kiya - हाँ हमने प्यार किया

LYRICS:
ha humne pyar kiya kah de jamane se abhi nahi na na abhi nahi o ho abhi nahi na na abhi nahi pyar kahi chhupta hai aise chhupane se kabhi nahi na na kabhi nahi meri jaan kabhi nahi na na kabhi nahi tumhi se pyar kiya hai ise chhupaye kyu kiya hai jurm humne kya najar churaaye kyu kiya hai pyar magar koi aisi baat naa kar jamaane waale humpe ungaliya uthaaye kyu jamana kya hai jamaane ne kiska saath diya humari baat piya humne tumse pyar kiya deewane o na sata haaye na sata yu na sata ab to dil ka raaj kah de dil ke deewane se abhi nahi na na abhi nahi meri jaan abhi nahi na na abhi nahi ha humne pyar kiya kah de jamane se abhi nahi na na abhi nahi o ho abhi nahi na na abhi nahi ghata si julf aaj khulke mahak jaane de dhalak raha hai ye aanchal to dhalak jaane de sambhaal khud ko bhi aise bekarar na ho bala se dil bahak raha hai bahak jaane de teri adaaye dil ko jab yu bekarar kare daba ke dard kab talak yu intejar kare na chhed aise sanam tujhko sanam meri kasam to dil se milaane de dil kisi bahaane se abhi nahi na na abhi nahi meri jaan abhi nahi na na abhi nahi ha humne pyar kiya kah de jamane se abhi nahi na na abhi nahi o ho abhi nahi meri jaan abhi nahi are pyar kahi chhupta hai aise chhupane se kabhi nahi na na kabhi nahi meri jaan kabhi nahi na na kabhi nahi