SONG: Ha Gunaah Kiya Hai Huzur Maine - हाँ गुनाह किया है हुज़ूर मैंने

Ha Gunaah Kiya Hai Huzur Maine - हाँ गुनाह किया है हुज़ूर मैंने

LYRICS:
huzur maine ha gunah kiya hai huzur maine ha thodi si pi hai jarur maine ha gunah kiya hai huzur maine ha thodi si pi hai jarur maine ha gunah kiya hai huzur maine samajhti hai dunia sharabi mujhe samajhti hai dunia sharabi mujhe ye kehti hai khana kharabi mujhe ye pehla kiya hai kusur maine ha gunah kiya hai huzur maine ha thodi si pi hai jarur maine