SONG: Guzar Gaya Wo Zamana Kaisa Kaisa - ग़ुज़र गया वो ज़माना कैसा-कैसा

Guzar Gaya Wo Zamana Kaisa Kaisa - ग़ुज़र गया वो ज़माना कैसा-कैसा

LYRICS:
guzar gaya wo zamana kaisa-kaisa guzar gaya wo zamana kaisa-kaisa hansi-khushi ki bahar thi jisme guzar gaya wo zamana kaisa-kaisa guzar gaya phul tamannavo ke jitne qadam-qadam par khilte the ab wo hi rasta ujda ban hai jispe hai ana-jana kaisa-kaisa guzar gaya wo zamana hansata hua ek raz hai jisse kona-kona roshan tha aisa bujha ke aisa bujha ke dubara jisko mumkin nahi jalana kaisa-kaisa guzar gaya wo gaya zamana phir ayega jane wale janege gaya zamana phir ayega jane wale janege hamko na pahachanega jo koi ham bhi ham bhi ham bhi kyun pahachanege a ja a ja