SONG: Gunguni Dhoop Se Dhuli Huyi Yeh Fiza - गुनगुनी धुप से धुली हुयी ये फिजा

Gunguni Dhoop Se Dhuli Huyi Yeh Fiza - गुनगुनी धुप से धुली हुयी ये फिजा

LYRICS:
gunguni dhup se dhuli huyi ye fiza gunguni dhup se dhuli huyi ye fiza dhunde tere paas hone ke nishan dhunde tere paas hone ke nishan gunguni dhup se dhuli huyi ye fiza gunguni dhup se dhuli huyi ye fiza dhunde tere paas hone ke nishan dhunde tere paas hone ke nishan tanhaayi mein bheegi huyi sard subah phirati rahi tanhaayi mein bheegi huyi sard subah phirati rahi uni tera khwaab main odhe huye baithi rahi dopehar ke do chaar pal ungliyon pe ginake kate dhalane ko hai shaam bhi gunguni dhup se dhuli huyi yeh fiza gunguni dhup se dhuli huyi yeh fiza dhunde tere paas hone ke nishaan sej pe chhuti huyi chand teri baatein mili sej pe chhuti huyi chand teri baatein mili silwato mein kayi simati huyi raate mili aur kuchh tasvire bhi hai jinpe likhi ye taarikh hai niche tera naam bhi gunguni dhup se dhuli huyi yeh fiza gunguni dhup se dhuli huyi yeh fiza dhunde tere paas hone ke nishaan dhunde tere paas hone ke nishaan