SONG: Gunaaho Ka Diya Tha Hak - गुनाहों का दिया था हक

Gunaaho Ka Diya Tha Hak - गुनाहों का दिया था हक

LYRICS:
gunaho ka diya tha hak to pachtane ka hak bhi de mujhe apne kiye par aap sharmane ka hak bhi de jo thokar kha chuka ho usko thukrane se kya hasil agar girne ka hak tha phir sambhal jane ka hak bhi de ruh khatam ho gayi dil tabah ho gaya dusre se rok le ek gunah ho gaya ruh khatam ho gayi dil tabah ho gaya dusre se rok le ek gunah ho gaya rashte na band kar ek gunahgar ke chun sake to ashk chun ek sharmshar ke jalke apni aag me dil swah ho gaya dusre se rok le ek gunah ho gaya ruh khatam ho gayi dil tabah ho gaya dusre se rok le ek gunah ho gaya aaftab ke khuda roshni ki bhikh de mar chuki hu ek nayi jindagi ki bikh de ab karam bhi kar sitam bepanah ho gaya dusre se rok le ek gunah ho gaya ruh khatam ho gayi dil tabah ho gaya dusre se rok le ek gunah ho gaya ruh khatam ho gayi